Pyar ka dusra naam hi intzar hai.
Pyar karna kbhi galt nhi ho sakta bas wo insan galt ho sakta jis se apne pyar kiya. Lekin pyar ka asli matlb to ye hi hota hai ki apne patner ki galtiya bhi hume achi lgti hai. Or kuch love stores to aisi bhi hoti hai jo bohut intjar karwati hai kiyo ki pyar ka dusra nam intzar hota hai. Wo shayd apki is post se kuch samj me ajaye to muje bohut khusi hogi.
Kisi ne kiya khub likha hai - " pyar ek dhokha to nhi,pyar ek khubsurt tohfa to nh,, or mil jaye koi zindgi se bhi pyara to wo pyar apna hai ya nhi.
" intaza bohut kiya par koi jwab nhi aya.
Sari rat roya koi khvab nhi aya.
Humne to kar liya tha ijhar mohbat ka.
Par unki tarf se hi koi gulab na aya.
Duniya kitni jalim hoti hai. Kisi ke pass kuch na ho to duniya hasti hai or kuch ho to ye jalti hai.lekin unke liye mere pass ek anmol chiz hai "pyar,, jise pane ke liye duniya tarsti hai. Hum bhi bhul jate ek din ye soch liya tha. Lekin us din mohabt nkab se nikli. mano khusbu gulab se nikali. Karte the jo mohabt se inkar. Us humari hi tasveer unki kitab se nikali. Unki sadgi me to kuch likh pana bohat muskil hai par fir bhi bta deta hu ki unki sadgi ki koi intha nhi hai. Ye shayd pyar karne ki vajh rhi hai. Mana ki unme alg kuch bhi nhi par jo unme hai wo kisi or me bhi nhi hai.
Humara koi vada to nhi tha fir bhi intzar tha. Dur hote huhe bhi apne pyar par atbar tha. Unke chehre ki muskuraht ye bta deti hai ki kisi din unko bhi mujse pyar tha. Kbhi mene kisi ko ajmaya nhi or jitna pyar diya utna paya nhi. Kisi ko meri kami mehsus ho aisa muje bnaya hi nhi. Rishto me pyar or pyar me intzar lajmi hai.
Koi sat faro ke bandhn ko pyar kehta hai to koi dil mil jaye to pyar kehata hai. Lekin hum to kuch or kehte hai. " Mere rishto me mere sanso ki dor thi wo, meri jaan thi wo, fir bhi khule asman me jamin ki talas na karke. Ji li zindgi khushi ki talash na karke. Takdeer badal jayegi apne ap hi ye soch kar muskurana sikh liya sirf intzar karke.
Dur hokar karib rehna njakay thi meri.
Yaad bankar ankho se behna srart thi meri.
Karib na hote huhe bhi karib pahonge.
Kiyoki ahsas bankar rehna adat hai meri.
टिप्पणियाँ