Juth se rishto ki dor kamjor hoti hai
Jo insan sach ka sath deta hai. Wo insan humesha akhela hota hai. Or akela rehne se is bat ka ykin hota hai ki koi chor kar nhi jayega or kisi ke lot ane ki umeed nhi rehti. Aap ne aksr dekha hoga ki jis insan ko hum jaan se bhi jada pyar karte hai. Wo hi insan humari bilkul bhi kader nhi karte. Lekin is post ko likhne ka matlb ye nhi hai ki ap apno ka sath chor do. balki me ye kehna chahta hu ki humesha sach ka sath do chaye jo ho jaye. Kiyo na zindgi me bhle hi akhela rehna pdhe. lekin sach bolne se kbhi piche mat hthna. Agr muje zindgi me dubara zeene ka moka mile to me un galtiyo ko sudharuga jo mujse pehle hui hai. Apko is blog me me mere bare me bhi pdhne ko or bohut post milegi age.
Dilo ko todne ke liye yha jrurt nhi pdati pthro ki. Ye dil to bikhar jata hai sirf lafjo ki choto se. Reshte humesha imandari se nibhane chahiye chahe bhai- bahan ka ho ya pati - patni ka ho ya dosti ka ho. Rishto me humesha niyat saf rkhiye. Vishvas bohut badi chiz hai. Use tutne na de. Kuch sach aise bhi hote hai jo kisi se kahne par rishto me divare bhi khdhi ho jati hai. Isliye aisa juth jisme kisi ka bhala ho jaye. to wo juth nhi hota or aisa sach bhi koi kam ka nhi jo kisa ka dil dukhaye. Sach kiya hai jane is post me https://lovemeet1252.blogspot.in/2016/08/ye-sach-hai-ya-vo-sach-hai.html?m=1 Preshan na hua kro sabki bato se kuch log peda hi bakvas karne ke liye hote hai. Koi humse pyar kare aisi shikayat mat rkhna kbhi. Par sab se hum pyar kare aisa dil jrur diya hai us rab ne.
Kisi ne pucha ki umar or zindgi me kiya fark hai. Bohit hi sunder jawab jo apno ke bina bite wo umar or jo apno ke sath bite wo zindgi. Jo dil me aye wo sab karna bas ek gujarish hai. Kisi bhi rishte ki survat juth se mat karna kiyo ki wo rishte aksr samy ke sath kamjor padh jate hai. Sach par chalne ka fasla ek din apki zindgi ko khushiyo se bhar dega. Suru - suru me ho sakta hai apko ye kam muskil lge par bad me sach bolne ki adat ho jati hai.
Kuch log pigal kar mom ki tarh rishta nibhate hai or kuch log Aag bankar unhe jalate hi jate hai.

टिप्पणियाँ