life of love meet

Veshe to dosto me gar or kam se alag jayda time nhi nikal pata hu, par kuch khas avsro par, papa ma ke alawa yaar dosto ke sath bhi apne ap ko jod deta hu, baki time ma papa ke sath bitana acha lgta h, lekin sar se ma ka hath to 15 September 2015 me hat gya, kher ye kismat ki bat h, me jab bhi kisi phadi sthal gumne jata hu to papa ka sath jrur chahta hu, mere liye bhi prtidin ek yud ke sman hota h, har bar nai ldai ldni pdti h khi bar me apne ap ko thoda kam asvst or muskil me pata hu,

Mene kbhi aise logo se nhi mila jo dusro ke liye jiye balki sab apne liye karte h, isliye shayd me apne ap ko akhela smjta hu, pichle dino me gujrat ke doctor se bat chit hua, jha shan se bat chit hone ke doran khi dilchsp pehlu sambe aye, tab unhone mujse pucha ki in sab ka kiya karn ho sakta h, to mene wohi karn une bta diya, to doctor ka jvab tha ki aisa kbhi ho bhi nhi sakta, kiyoki mene ek ki bat nhi kiya sbki bat ki or sab new trike se jithe h,  apna kam bnta bhad me jaye janta,

Kisi ne kiya khub likha h, mukder ka grib tha par dil ka amir tha, mil kar bichrna humara nshib tha, cha kar bhi kuch na kar sake hum, gar jalta rha jbki smunder krib tha, bas ek kmi re gahi wo insan to mhan tha hi jisne ABCD bnai lekin ek mistek kar di "I,  ko "U,  se bohat dur kar diya vrna roj milte, phle phle lgta h ki mja arha h, lekin ab jab unki yaad se palke bhig jati h to  bdha dukh hota h,  me aksr noties kiya h ki jayda bat karne or chilane se awaj par aser pdta h, baki khta mita, tika kane se awaj par asr nhi hota, jab ma se dur rehta tha jab itna dukh nhi hota tha par, nhi rhi to aksr unki kami mehsus hoti h, kuch salo pehle me dehli me hua ek seminar me, me upsthit tha, mere sath mere dosto ke alawa kuch hi logo ko pta tha ki meri ma zindgi or mot ki ldai ladh rhi h, kuch dino bad me dobara vha gya, darsal me dekhna chahta tha ki jha mene bcho ko bhukh mari ke chalte dam todte dekha tha vha ke garmin smuday ke liye, halt kis hud tak badle h, vha phuch kar muje ek report kad mila, jo dagdar to h hi lekin puri tarh na umeed nhi tha,

Darsal ye aham bdlaw sarvjnik vitran parnali (P.D.S.) ke punrudar ki or papa ki prena se aya or jada bdlaw yaar dosto ke thukrane se aya,  unke juth me kbhi brdas nhi kar sakta tha, shayd me hi unke layak nhi par me apki har helf karne ki koshish karunga or new jankari past karuga, apko agr ye post achi lga to muje comment karke jrur btana or ap mujse facbook se bhi judh skte h,

Zindgi me sabhi ko kabi na kabi afsos hota h, hum sochte h, hum sochte h ki atit me humne kuch alg kiya hota to aaj yah isthti nhi hoti, meri aj tak ki kife me muje do bato par hi sabse jada afsos hota h, ek to mene tetu bnwaya tha, lekin usko bnwane ke kuch hi samy bad me pchtane lga th, dusri galti muje kisi se pyar ho gya tha, in do galtiyo par humesha muje afsos hota h,

Sach ye hi h ki afsos karna manv ki parvti h, hum zindgi me jis chijo se jada pchta te h vah h shiksha,

Next post me age btahuga dost,  apko ye post achi lge to comment jrur karna uske hishab se hi me sari apni next post ap tak phuchahu ga

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Top 30 Relationship shayari Image

Top Hindi suvichar wallpaper 2018

Top hindi shayari for life