घर मे कैसे हो laxmi जी का वास

Ujaian
Ham bat karege aj lxmi ji ko khush karne ki jis se apke gar me barkt ho or un bat ko folo karna hai prti din jo bilkul asan hai, or ap bhi ma laxmi ji ki kirpa pa sakte h,  to aisa kiya kare jis se ma laxmi ji hum par parsnd rhe or aise kiya nhi karna hai ji ki vjah se wo humse rust ho jaye to jane topic me or dhyan ise pdhe or inhe follo bhi kare,

Related post
  1. khushhal zeevan blog-post_
  2. pyar-ka-dusra-naam-hi-intzar-hai.
  3. behtrin-ki-or-10-stap.
  4. juth-se-rishto-ki-dor-kamjor-hoti-hai.
  5. pthar-ki-mar-to-jail-gye-par-phoolo-
  6. tujse-naraj-nhi-zundgi-hairan-hu-me.
  7. ye-sach-hai-ya-vo-sach-hai.
  8. love-of-god.
  9. life-of-love-meet_
  10. life-of-love-meet 2
  11. whats-your-month-of-birth.


Ye kuch upaye hai jo laxmi mata ne devraj indr ko btaye the, is bat me ye btaye hai ki kaise kam karne se logo ke gar me laxmi nivas karti hai, aj bhi jin garo me in bato ka dhyan nhi rkha jata, vha dridra ka vas hota hai,
Laxmi mata ne btaya ki rat ko sote samy dahi or santu ka seven nhi karna chahiye or subh subh dhi jaisi pvitr vstu ke darsn nhi karna chahiye,

Mhabhart me diye prsang ke anusar ek bar jab devi laxmi asuro ka sath chor kar devraj indr ke yha nivas karne phuchi thi, tab indr ne laxmi se pucha tha ki kin karno se apne asuro ka sath chor diya ? Is parsn ke jwab me laxmi ne devraj ko danvo ke patn ke karn btaye the, laxmiji ne btaya ki jo log vart upas karte hai, prti din suriyody se phle bister tyag dete hai, rat ko sote samy dahi ya satu ka sevn nhi karte hai, or subh dhi jaisi pvitr vstu ko nhi dekhte hai, din ke samy kbhi sote nhi hai, in sbhi bato ka dhyan rkhte hai unke garo me laxmi sdev nivash karti hai, puvr kal me sabhi danv bhu in niymo ka paln karte the, is karn me unke yah nivash kar rhi thi, ab sbhi danv adhrmi ho gye hai, is karn mene unka tiyg kar diya hai,

Indr dev ne devi laxmi se asuro par kiripa krne ka karn pucha, mhalaxmi ne indr ko btaya ki jo purush danshil, budima,, bhakt,  stivadi hote hai unke gar me mera vas hota hai hai, jo log aise karm nhi karte me unke yah nivas nhi karti hai, laxmi kahti hai ki purv kal me asuro ke rajy me nivas karti thi, lekin vha ab adhrm badhne lga hai, is karn devtao yha nivas karne ahi hu,

Indr ke puchne par mhalaxmi ne kha ki jo log dharm ka asrn karte hai, jo log pitro ka tarpn nhi karte ha,  jo log dan dharm nhi karte, unke yah mera nivas nhi hota,

Mhabhart me mhalaxmi ne btaya ki jha mukho ka ader hota hai, gar me orte duracharni yani bure chritr wali hoti hai, ya orte uchit dhang se utne bethne ke niym nhi apnati hai, jha saf safai nhi hoti hai, vha me nivas nhi karti,

Devi laxmi ne btaya ki dharmshil purusho ke desh me, nagr me, gar me me hmesha nivash karti hu, laxmi uni logo par kirpa karti hai jo log yud me peet dikha kar nhi bhagte, shtuo ko bahu bal se prajit kar dete hai, shurveer logo se laxmi sdev pasnd rehti hai,

Jin gro me khana bnate samy pvitr ta ka dhyan nhi rkha jata, jha juthe hatho se hi dhi ko chu liya jata hai, jin garo ne bahu apne sas ssur par nokro ki tarh hukhm chlati hai, une dukh deti hai, apman karti hai us gar me me nivash nhi karti, us gar ko me tiyag deti hu,

Jis gar me patni apne pti ko prtadit karti hau, pti ki agya ka paln nhi karti hai, pti ke atirikt dusre purusho se anetik sambhndh rkhti ho, jo log apne shub chintko par haste hai, unse man hi man jalte hai, kisi ko dost bnakar uska ahit karte hai, me un par kirpa nhi brsati hu, aise log hmesha dridr rehte hai,



  1. diwali-shayri-usa-in-hindi-collection.
  2. best-100-shayri-collection-wallpeper.
  3. sad-shayri-wallpaper.
  4. diwali-special-shayri-wallpaper.
  5. diwali-special-shayri-imege.






टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Top 30 Relationship shayari Image

Top Hindi suvichar wallpaper 2018

Top hindi shayari for life