ye sach hai ya vo sach hai

Kbhi kbhi zindgi me hume ye tya karna muskil ho jata h ki akhir sach kiya, jo hum kar rhe h ya jo hume dikh rha, iske bich hum ulj se jate hai to me ek storis ke madhy se btane wala hu ki isme na ulje or dil ki bat mane,

Mithla nresh mharaja jank apne raj bhawan me shyan kar rhe the, nindra me unhone ek adbhud svpn dekha,
Mithla par kisi shtru nresh ne akarman kar diya hai, uski apar sena nagr ko ger liya hai, uske sath tumul sagram chidh gya, mithla ki sena prajit ho ghi, mharaja jank bndi ho gye, vijhi shtru ne aghya di me tumhare parn nhi leta kintu tumhare sab vast abhusan utar do or is rajy se nikal jaho, us nresh ne dhosna kar di ki raja ko jo ashre ya bhojn dega use parn dand diya jayega:

Raja ne vstr abhusan utar diye , kevl ek chota vstar kti me lpete rajbhavn se nikal pdhe, pedal hi une rajy sima se bahr jana pdha, parn bhy se koi unse bolta tak nhi tha, chalte chalte pero me sale pdh gy,, vrkso ke niche beth jate, bhukhe so jate, koi apne dvar pe unke khde bhi hone se drta tha, kai dino tak an ka ek dana bhi pet me nhi gya,
Jank ab raj nhi the bikre kesh, dhul se bhra shrir, bhuk se atiyant vekul jank ek bhiksuk jaise the, rajy se bahr ek nagr mila, pta lga ki vha anshetr h hai or vha bhukho ko khichdi di jati hai, bdhi asa se jank vha phuche, kintu khichdi bat chuki thi, ab batne wala dvar band karne ja rha tha, bhukh se chakr kha kar jank beth gye or unki ankho se ansu niklne lge, an batne wale karmchari jo unki dsha par dya aghi, usne kha khichdi to hai nhi par uske bartn me uski khrchn lgi h tu khe to vah tuje de du, usme jal jane ki gndh to arhi hai,

Jank ko to ye vrdan jan pdha, usne apne dono hath fela diye, karmchari ne jali hui khurchan unke hath me rkh di, lekin usi samy ek chil ne jpta mar diy,  uske pnje lgne se jank ka hath aisa hila ki sari khurchan kichd me gir gh, mare vetha ke jank chila pdhe,

Yha tak to svpn tha kintu nindra me jank sach much chila pdhe, chilane se unki nindra to tut hi ghi, raniya, sevak, sevikaye dhod ahi unke pas - mharaja ko kiya ho gya? Mharaja ab charo or ankhe fad fad ke dekhte hai, wo apne mehal me sone ke palng par aram se so rhe h or une to bhukh h hi nhi, raniya pass khdhi h sevak sevikay seva me hajir hai, ve ab bhi mithla nresh hai, ye sab dekh kar mithla nresh bole - ye sach hai ya hav sach hai,

Raniya chintit ho ghi mntriyo ki vekulta bdh ghi, mharaja jank lgta tha ki pagal ho ghe, ve na kisi se kuch kehte the na kisi ke parshn ka utar dete th,, unke smukh jo bhi jata ek hi swal krte the ye sach h ya wo sach hai,

Chiktsa aye, mntgy aye or bhi jane kon kon ahe, kintu mharaja ki dsha me koi privtan nhi hua, achank hi ek din rishi astravk ji mithla pdhare, unhone mntriyo asvashn diya or ve mharaj ke smip phuche, jank unse bhi vhi swal kiya, yogi raj astravk ji ne dhyan lga kar swal ka karn pta kiya,

Astravk ji ne pucha - mharaj jab ap kthi me ek vstr khand lpete anshetr ke dvar par bhishuk ke vesh me dono hath felaye khde the or apki htheli ne jali hui khurchn rkhi ghi thi, us samy rajbhavn, apka ye rajvesh, ye raniya, rajmntri, sevk sevikaya thi,

Mharaja jank ab bole - bhgvan ye koi us samy nhi th,, us samy to vipti ka mara ekaki bhikshu matr tha,

Astravk ji ne fir pucha - rajan jagne par jab ap is rajbhavn me palng par asin the, tab hav anshetr uska vah karmchari, vha apka kgal vesh, vah jali hui khichdi ki khuchan or vah apki shudha th,

Mharaja jank - bhagvn bilkul nh, vah kuch bhi nhi tha,  astravk ji - rajan jo ek kal me rhe or dusre kal me na rhe vah sach nhi hota, apke jagne par is samy vah svpn ki avstha nhi hai, isliye vah sach nhi hai, or svpn ke samy ye avstha nhi thi, isliye ye bhi sach nhi hai, na ye sach na wo sach hai
Jank - bhagvn tab sach kiya hai
Astravk ji - rajn jab ap bhukhe anshetr dvar par hath felaye khde the tab vha ap to the na,
Jank - bhagvn me to vha tha,
Astravkji - rajn is rajbhavn me is smya ap hai,
Jank - bhagvan me to yha hu,

Astravkji - rajn avsta badlti rehti hai kintu avstha dekhne wale ap nhi badlte, ap to un sab me rehte hai, ap hi sach h jo dikhta h vo sach nhi hai, 

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Top 30 Relationship shayari Image

Top Hindi suvichar wallpaper 2018

Top hindi shayari for life